✦ Pehli Consultation – Bilkul FREE ✦
Apni Sehat Ka Sahi Raasta Janein
Humari pehli consultation bilkul muft hai. Chahe aap Pakistan mein hon ya bahar – aap ghar baithe WhatsApp ya video call par baat kar sakte hain, ya seedha hamare clinic tashire la sakte hain.
Is Consultation Mein Aap Ko Kya Milega?
- ✅ Nabz Shanasi ke zariye aap ke mizaj ka jaiza
- ✅ Aap ki main shikayat per ghizai mashwara
- ✅ Kya khayein, kya na khayein – basic guidelines
- ✅ Agla step – aap ke liye kya mufeed hoga
- ✅ Koi pressure nahi – koi dawa nahi – sirf mashwara
Yeh Consultation Kis Ke Liye Hai?
- Jo log digestion, acidity, qabz, wazan, neend ya kisi chronic masle se pareshan hain
- Jo log dawa se thak chuke hain aur koi natural tareeqa dhund rahe hain
- Jo log apna mizaj aur ghizai raasta samajhna chahte hain
- Overseas Pakistanis jo online consult karna chahte hain
⚡ Sabse Aasaan Tareeqa – WhatsApp Par Book Karein:
Neeche button dabayein aur ek message bhejein – hum aap ko apna waqt confirm karenge.
💬 WhatsApp Par Book Karein (Free)
Neeche button dabayein aur ek message bhejein – hum aap ko apna waqt confirm karenge.
Ya Yeh Form Bharein – Hum Aap Se Rabta Karenge
Form bharein ke baad: Hum 24 ghante ke andar aap se rabta karenge aur aap ka waqt confirm karenge. Jaldi rabte ke liye WhatsApp prefer karein.
⚠️ Ye maloomat taleemi maqsad ke liye hai. Kisi bhi bemari mein apni chalti hui dawa bina mashwara band na karein. Hamare mashware ko professional medical treatment ka badal na samjhein.